Friday, March 23, 2012

PRINCE [ 2010] KOOKIE V GULATI







MOVIE: PRINCE [ 2010] KOOKIE V GULATI

CAST: VIVEK OBEROI, ARUNA SHIELDS, NANDANA SEN, MEERU SINGH, ISAIAH, SANJAY KAPOOR,
MAYUR PURI, MOHIT CHUHAN...

LYRICS: SAMEER
MUSIC: SACHIN GUPTA





1. SINGER ATIF ASLAM



aaa
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein, marr mitenge hum

baahon mein koi chehra hoga
chehre pe mera pehra hoga
aawarapan kahe hai mujhse
sach ho jaaye ga tera mera jo hai ye saara sapna

aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein, marr mitenge hum



VIDEO




2. SINGER: ATIF ASLAM


aishein, Anjaana Hai Apsana


aaaa
anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana (apsana)
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa
hoo anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa ae

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par

(who am i, who am i)

behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai, na na
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai (who am i)
behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai, aaa ae

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par

koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, aaa
koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, ooo aaa

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par




VIDEO



3. SINGER: MONALI

ishq mein teri deewani ho gayi
(coz gonna take me up)

ishq mein teri deewani ho gayi,
deewani ho gayi main, deewani ho gayi
ishq mein teri deewani ho gayi,
deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 4

jo ragon mein chad jaaye, main hoon woh nasha
yun chode na peecha, main hoon woh fiza
jo ragon mein chad jaaye, main hoon woh nasha
yun chode na peecha, main hoon woh fiza
ishq mein teri deewani ho gayi (coz this is gonna)

ishq mein teri deewani ho gayi, deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 2
(coz gonna take me up, coz gonna take me up)

saanson mein chubta hai lamha ka dhua
jismo ki garmi se jalta hai samaa
saanson mein chubta hai lamha ka dhua
jismo ki garmi se jalta hai samaa
ishq mein teri deewani ho gayi (coz this is gonna)

ishq mein teri deewani ho gayi, deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 4
(coz this is gonna)
mujhe aane de, mujhe aane de de


VIDEO




4. SINGERS: SHREYA GHOSHAL & ATIF ASLAM



jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
haan jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
akhiyan bichayi main, tere liye
duniya bhulayi maine, tere liye

tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

hoo bheegi bheegi raat mein le kar ke tujhko saath mein
madhosh hue jaaye hum, aa faasle kar ne de kum
zara paas tu aa mere, dheere se choo ja mujhe
kho jaaun tere pyaar mein, baahon mein bhar le mujhe
ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

hoo bhikri teri khushbuyein meri zindagi ki talaash mein
doobe lamhe mere har pal tere ehsaas mein
mere khwab kehne lagey, palkon mein rakhle inhe
thoda chain mil jaaye ga, tu ishaara kar de inhe
ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye aaa jhoomu deewana ban ke tere liye ooo
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
akhiyan bichayi main, tere liye
duniya bhulayi maine, tere liye



VIDEO



5. SINGERS : HARD KAUR & ALISHA CHINAI




it's showtime hakaa - 4

let's go yao shake a leg and move your shoulder
dj them taking over
here is a party wander khona
bring a friend and bounce all you wanna

aankhon mein tu rehne laga, saanson mein tu behne laga
hah aa (get closer baby) - 4
shaam o saher aankhon pe hai, bechain dil kehne laga
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na - 4 times

(everybody, everybody)
hah aa, hah aa

saanson ko saansein se choo lene de, armaan rahe hai machal
ab to akele mein katt te nahin, tanha jawani ke pal
saanson ko saansein se choo lene de, armaan rahe hai machal
ab to akele mein katt te nahin, tanha jawani ke pal
tere bina jeena kya marna kya na na na
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na - 4 times

shake a leg and move your shoulder
dj them taking over
here is a party wander khona
bring a friend and bounce all you wanna
it don't matter if you'r kaala gora
it don't matter if you be go sola
don't matter if you'r skinny or fat
just move your body like that ooo

mere labhon pe labhon ko kabhi, rakh ke to dekhe zara
kaisa nasha hai meri pyaas ka, chak ke to dekhe zara
hey mere labhon pe labhon ko kabhi, rakh ke to dekhe zara
kaisa nasha hai meri pyaas ka, chak ke to dekhe zara
aaja meri baahon mein baahon mein aaja aaja na
ke mera jiyara jiyara, for you baby na - 3 times
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na
hah aa




VIDEO


6. SINGER: ATIF ASLAM




aa bhi ja sanam, teri baahon mein
aa bhi ja sanam, teri baahon mein
rock this party tonight
rock this party tonight

o mere khuda (dil hua fida, rock this party tonight)
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua
o mere khuda

khwabon mein sirf main aaunga, palkon mein main to reh jaaunga
yaadon mein aks hoga mera, kisi ko milega nahin mera ptaa
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua

aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum

hey tanha raaton mein baatein hongi
unh baaton mein biraatein hongi
badla badla zamana saara
jab se badli meri ye duniya
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua




VIDEO

MERI KAHANI: [2008] ATIF ASLAM




Meri Kahani is the third album by pop/rock singer Atif Aslam. The album was officially released on 8 January 2008. It was reported to be leaked on the Internet before release. This album got a good response from India and Pakistan. The album has a total of 12 tracks.

Atif Aslam avowal of the commercial influence on his previous album Doorie, led him into making an album to authenticate his status as a rock musician and not just a backup vocalist for Bollywood movies. The songs of "Meri Kahani" cover a broad band of aspects of life such as spiritualism, politics and love.

SINGER: ATIF ASLAM


1. CHUPKE SE AAYE YAAD TERI YAHAAN


(chupke se aaye yaad teri yahaan
sirf main jaanu jab woh ho darmiyaan) - (2)

hawa tum, nasha tum, meri raahto ka pata tum
mere aibon ko jo dhak de woh paaksi rida tum
kyun chhod gaye raste, kahin saath chale the jinpe

hawa tum, nasha tum, meri raahto ka pata tum
mere aibon ko jo dhak de woh paaksi rida tum
kab tak bharu khud mein junu, tum na milo toh kaise sahun
apani wafa pe toh yakin, tum saath na do toh kya main karu
ho o o o o o la la la la la la
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe - (2)

yeh ghadiyon ki saajish hai, ke aap aaye na
yeh meri gujaarish hai, aaye toh jaaye na



VIDEO




2. HANGAMI HALAT

ghar se main nikla huwa, jana begani jameen
sabko nashiste mili safar yun chalta raha
apana hai kaun yaha, sabko hai apani padi
main hi bechara raha, koyi na manjil meri
hangaami haalaat - (4)

kaisa jamana hai yeh, daulat he sab kuch bani hai
jhagda kisi baat ka, taaqad hai bas yeh meri hai
bhule hain sab hashrr ko, ?ti soch ki ghadi
duniya hai usako mili, usase najar jis ki phiri
hangaami haalaat - (4)

kab tak sametunga, kab talak behlaaunga
dil ki mein jyot ko kaise jalaunga
kis ka hai saath yaha, kaun jakhm bhare
yeh josh hai yu rawa, tum jo gar sang chale
hangaami haalaat - (4)


VIDEO



3. HUMRAHI... AISA HAI MERA HUMRAHI

kuchh nahi maangu bas hai mera ek sapna
duniya se kya lena dena, bas chaahiye ek apana
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana

main kahaan aur mere khayaal kaha, teri yaad hai par misaal kaha
baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
mithi si saja de aisa hai mera humraahi
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana

ho o o, meri chahato ka sawal jaha, usake pyar ki misaal waha
baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
mithi si saja de aisa hai mera humraahi
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana
ho o o ho o o aa aa aa
dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi, humraahi


VIDEO





4. KAUN THA KAHA GAYA



ik andheri si rat, aur kuch kadmo ki chap
aalam ki thi pyari bat, jaise andhekhi si ghat
kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib
la la aa aa la aa aa aa
dhalta suraj dheke, aur hawa chhu ke gujre
jalta woh naayab tha, asal tha yake khwaab tha
(kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib) - (2)

kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib
kuch bhi jo achchha lage, aur mile bhi jaruri toh nahi
sach hai par, hai ajib
la la aa aa la aa aa aa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm

VIDEO




5. KINARA


pal ka yeh jeewan hai, kaise yahaan jina sikhu
dhundhala sa yeh manjar hai, sehmi si khaamoshi hai
yeh meri jindagi - 2 bas ik khaab hai
yeh meri bandagi haan ek raaz hai

kaise bataau kisko sunaau, haal apane dil ka kaise bataau
inn raaston pe aanewaale sab karte hai kyu kinaara
inn aahaton pe basnewaalon se puchhe kaun hamaara

hum jiye ja rahein hai, ghum piye ja rahein hai - (2)

ho o o ho o o o
hum jiye ja rahein hai, ghum piye ja rahein hai

o o o hum jiye ja rahein hain, ghum piye ja rahein hain
hum jiye ja rahein hain, ghum piye ja rahein hain
un na na na re na ra na ra


VIDEO





6. KYUM CHOD GAYA RAASTE



(chupke se aaye sabke darmiyaan
sirf mein janu tu hai kahaan kahaan) - (2)

hawa woh, sur woh, geet woh, aawaaz woh
narami garami aahat ya saans woh
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe

hawa woh, sur woh, geet woh, aawaaz woh
narami garami aahat ya saans woh
aahat sunu tumko dekhu, jab dekh lu kya main kahu
honth khule jubaan kund ho, labjo ki khoj mein main gum rahu
ho o o o o o
na na na na na
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe - (4)
yeh ghadiyon ki saajish hai, ke aap aaye na
yeh meri gujaarish, aaye toh jaane nA


VIDEO




7. MANN HOTA HAI... MAANN HOTA HAI


khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai
kisi ki nau pe ro du toh khilauve tut jaaye toh
koyi jab mujhse puchhein, kyun rota hai
mann hota hai, mann hota hai
khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai

khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai
kabhi sardi ki raaton mein koyi khidaki jo kholu toh
liye muskaan chehre pe koyi hota hai
mann hota hai, mann hota hai
khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai


VIDEO




8. PYAR KA JO SUROOR THA


pyar ka jo suroor tha uda diya tune
jo chaaha tha na mil saka, ik shola ghumein haath mein
sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin
nadan mile bahot se mile, kuchh kar chalein nadaaniya
bhula diya, mita diya, jab laga liya honton se
ham sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin - (2)
sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin
andhero mein diya toh mila, par jala gaya aag mein
khabar bhi thi, pata bhi tha, kyun gawa diya hosh mein
kya mila jhum ke jab gire, girte gaye
bujha do abb na jal saka, ik raakh si ban gaya
khabar bhi thi, pata bhi tha, sab gawa diya hosh mein
kya mila jhum ke jab gire, girte gaye



VIDEO



9. YEH MERI KAHANI, YEH MERI KAHANI


jhula jhulaaye yeh panghat,
nadiya kinaare yeh aangan
nindiya too aana hawa ke sang,
mujhko bhi tu dikhaana apane rang
suno mere diljaani yeh kahaani maani,
ek din mere sang yeh jaha tha
mera kuchh aur tera hi armaan,
jaane dil mein kya kuchh yeh basa tha
yeh meri hai kahaani, yeh meri kahaani

jhula jhulaaye yeh panghat,
nadiya kinaare yeh aangan
nindiya tu aana hawa ke sang,
mujhko bhi tu dikhana apane rang
tera mera galiyo main yu phirna,
phirte phirte rat ko yu thakna
thak ke naani ki godi mein sona,
pariyo ke desh jake nahaana
yeh meri hai kahaani,
yeh meri kahaani

koyi phikar thi na koyi bahaana,
muththi mein tha jaise jamaana
kachchi jubaan mein wo geet gaana,
naye khilaune sabko dikhaana
maang liya jindagi se jyada,
chhin gaya woh jisne kiya waada
kaun laaye woh pal jo suhaane,
bite the jo woh gujre jamaane
yeh meri hai kahaani,
yeh meri hai kahaani ee ee ee ee
la la la lalalala la la


VIDEO


10. HONGE NA YAARON KABHI JUDA


ghum aaj bhi hai, ghum kal bhi hai
ghun gujre lamho ka ? bhi hai
ghum josh bhi hai aur hosh bhi hai
hum shor ki duniya mein khaamosh bhi hai
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz
hum khaab bhi hai, chaabir bhi hai
ummidon ki parwaaz bhi hai
soche agar tufaan bhi hai, chaahe agar badba bhi hai
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz

kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda, kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz, meri aawaaz
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda, kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz


VIDEO

Thursday, March 8, 2012

RAVI BOMBAY: MUSIC DIRECTOR;; MEMOIRS





Ravi Shankar Sharma (3 March 1926 – 7 March 2012), often referred to mononymously as Ravi, was an Indian music director, who had composed music for several Hindi and Malayalam films. After a successful career in Hindi cinema, he took a break from 1970s to 1984, and made a successful comeback under the stage name Bombay Ravi. He died on 7 March 2012 in Mumbai at the age of 86.

Birth name Ravi Shankar Sharma
Born 3 March 1926
Delhi, India
Died 7 March 2012 (aged 86)
Mumbai, India
Occupations Music director

Ravi was born in Delhi on March 3, 1926. He had no formal training in classical music; instead he learned music from listening to his father sing bhajans. He taught himself to play harmonium and other classical instruments and worked as an electrician to support his family. In 1950 he decided to shift to Bombay and become a professional singer. At first Ravi was homeless, living on the streets and sleeping in Malad railway station at night. In 1952, he was discovered by Hemant Kumar who hired him to sing backing vocals in Vande Mataram from the film Anand Math.[1] Ravi gave several hit songs and received Filmfare nominations for these films: Chaudhvin Ka Chand (1960), Do Badan (1966), Humraaz (1967), Ankhen (1968), and Nikaah (1982). He won Filmfare awards for Gharana (1961) and Khandaan (1965).[2] His other successful films include Waqt, Neel Kamal and Gumraah. His songs Aaj mere yaar ki shaadi hai, Babul ki duyaen leti ja and Doli chadh ke dulhan sasural chali became very popular in wedding celebrations. He was one of the music directors who shaped the career of Asha Bhosle with songs like Tora man darpan. He was also instrumental in making Mahendra Kapoor a popular singer in Bollywood. After a successful career in Hindi films during the 1950s and 1960s, he took a long break after 1970 till 1982. In 1982, he gave music for the Hindi film Nikaah, and one of the film's songs Dil ke armaan aansooyon main beh gaye sung by Salma Agha won her the Filmfare Best Female Playback Award.

In the 1980s, he made a comeback as a music director in Malayalam (and some Hindi) films as Bombay Ravi. During 1986, the Malayalam director Hariharan convinced him to . The first movie was Panchagni. The songs Saagarangale and Aa raatri maanju poyi (sung by Yesudas and Chitra) were hits. That same year, Hariharan's Nakhakshathangal also came out and Chithra won her second National Award for the song Manjalprasaadavum from the same film. All the songs from the Malayalam movie Vaisali released in 1989 were super hits and Chithra won her third National Award for the song "Indupushpam Choodi Nilkum" from the same film. Ravi has composed for many films produced by South Indian banners: Ghoonghat, Gharana Grihasti, Aurat, Samaj ko badal dalo (Gemini), Meherban, Do Kaliyan (AVM), Bharosa, Khandaan (Vasu Films).

HINDI MOVIES MUSIC DIRECTED BY THE GREAT COMPOSER:

Hindi

Albeli (1955)
Vachan (1955)
Ek Saal (1957)
Narsi Bhagat (1957)
Dilli Ka Thug (1958)
Dulhan (1958)
Ghar Sansar (1958)
Mehndi (1958)
Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
Nai Raahen (1959)
Pehli Raat (1959)
Apna Ghar (1960)
Chaudhvin Ka Chand (1960)
Ghunghat (1960)
Tu Nahin Aur Sahi (1960)
Modern Girl (1961)
Gharana (1961)
Nazrana (1961)
Pyaar Ka Saagar (1961)
Wanted (1961)
Salaam Memsaheb (1961)
China Town (1962)
Raakhi (1962)
Tower House (1962)
Bombay Ka Chor (1962)
Aaj Aur Kal (1963)
Gehra Daag (1963)
Gumrah (1963)
Nartaki (1963)
Ustadon Ke Ustaad (1963)
Yeh Raaste Hain Pyaar Ke (1963)
Bharosa (1963)
Mulzim (1963)
Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
Grahasthi (1963)-
Kaun Apna Kaun Paraya (1963)
Door Ki Awaaz (1964)
Shehnai (1964)
Kaajal (1965)
Khandaan (1965)
Waqt (1965)
Bahu Beti (1965)
Do Badan (1966)
Dus Lakh (1966)
Phool Aur Patthar (1966)
Sagaai (1966)
Yeh Zindagi Kitni Haseen Hai (1966)
Aurat (1967)
Humraaz (1967)
Meharban (1967)
Nayi Roshni (1967)
Aankhen (1968)
Do Kaliyaan (1968)
Gauri (1968)
Man Ka Meet (1968)
Neel Kamal (1968)
Paisa Ya Pyaar (1969)
Aadmi Aur Insaan (1969)
Anmol Moti (1969)
Badi Didi (1969)
Doli (1969)
Ek Phool Do Mali (1969)
Dharkan (1972)
Dhund (1973)
Mehmaan (1973)
Umeed (1974)
Ek Mahal Ho Sapnon Ka (1975)
Nikaah (1982)
Aaj Ki Awaaz (1983)
Tawaif (1984)
Ek Alag Mausam (2003)



1.


FILM: EK PHOOL DO MALI [ 1969] DEVENDRA GOEL
CAST: SANJAY KHAN, BALRAJ SAHNI, RAZDAN, AJAY GOEL, SHYAM KUMAR
SADHANA, SHABNAM, DURGA KHOTE, MANORAMA, PRAVEEN PAUL


LYRICS: PREM DHSAWAN, RAVI
MUSIC: RAVI

SINGERS: ASHA BHOSLE & MOHD. RAFI


Rafi:
ye parda hata do, zara mukhada dikha do
ham pyaar karane vaale hain koi gair nahin
are ham tum pe marane vaale hain koi gair nahin

Aasha :
o majanun ke naana, mere peechhe na aana
ja pyaar karane vaale teri khair nahin
are o ham pe marane vaale teri khair nahin

Rafi:
ye parda hata do, zara mukhada dikha do
ham pyaar karane vaale hain koi gair nahin
are ham tum pe marane vaale hain koi gair nahin


Aasha:
shukr karo ki pade nahin hai meri maan ke dande
ek haath men ho jaate aramaan tumhaare thande

Rafi:
maan ko bhi samajha do, bas itana bata do
ham pyaar karane vaale hain koi gair nahin
are ham tum pe marane vaale hain koi gair nahin


Aasha :
o majanun ke naana, mere peechhe na aana
ja pyaar karane vaale teri khair nahin
are o ham pe marane vaale teri khair nahin


Rafi:
jahaan milen do javaan nazar, hoti takaraar vahin hai
dil par rakh kar haath ye kah do, hamase pyaar nahin hai

Aasha:
dil ki baaten dilavaale nazaron se hi pahachaanate
lekin kuchh aise hain anaadi jo ye bhi nahin jaanate

Rafi:
ye pahale bataate, baaraat le ke aate
ham pyaar karane vaale hain koi gair nahin
are ham tum pe marane vaale hain koi gair nahin

Aasha:
o majanun ke naana, mere peechhe na aana
ja pyaar karane vaale teri khair nahin
are o ham pe marane vaale teri khair nahin

Both: ye parada hata do.................

AUDIO

VIDEO



2.


FILM: CHAUDVI KA CHAND [ 1960] M. SADIQ
ACTORS: GURU DUTT, REHMAN, NAZIR KASHMIRI, PRAKASH, BALAM, WAHEEDA RAHMAN, FARIDA JALAL
INDUMATI, MINOO MUMTAZ, MUMTAZ BEGUM, RAZIYAH, ZEBUNNISSA, ARUNA...

LYRICS: SHAKEEL BADAYUNI
MUSIC:

SINGER: MOHD. RAFI

chaudahavin ka chaand ho, ya aafataab ho
jo bhi ho tum, khuda ki qasam, laajavaab ho
chaudahavin ka chaand ho.........

zulfen hain jaise kaandhe pe baadal jhuke hue
aankhen hain jaise meay ke payaale bhare hue
masti hai jis me pyaar ki tum, vo sharaab ho
chaudahavin ka chaand ho...........

chehara hai jaise jheel me khilata hua kanval
ya zindagi ke saaj pe chhedi hui gazal
jaane bahaar tum kisi shaayar ka khwaab ho
chaudahavin ka chaand ho.............

honthon pe khelati hain tabassum ki bijaliyaan
sajade tumhaari raah men karati hain kehkashaan
duniya-e-husn-o-ishq ka tum hi shabaab ho
chaudahavin ka chaand ho............


Audio


VIDEO


3.

MOVIE: CHIRAG KAHAN ROSHINI KAHAN [ 1959] DEVENDRA GOEL
CAST: RAJENDRA KUMAR, MEENSA KUMARI, HONEY IRANI, MINU MUMTAZ, MADAN PURI

LYRICS: RAVI
MUSIC: RAVI


SINGER: LATA



tim tim karte tare yeh kahate hain sare
so ja tohe nindiya pukare, tim tim karte

sapno key desh chanda mama raja
bula raha hai bajakar suro kaa baja
choree choree khidakee se karta hai ishare
tim tim karte

rang birangee pariyan tujhe jhula jhulayengee
billee tota maina kee kahanee bhee sunayengee
achchhe achchhe tujhe khilaune dengee pyare pyare
tim tim karte

badalo kee palakee pe tujhko bitha key
chanda mama sara jag layega ghuma key
laut key aaye shan se raja dware, tim tim karte


AUDIO


VIDEO


4.

MOVIE: GUMRAH [ 1963] B.R. CHOPRA

CAST: SUNL DUTT, MALA SINHA, SHASHIKALA, ASHOK KUMAR, NIRUPA ROY, REHMAN

LYRICS: SAHIR LUDHIANVI
MUSIC: RAVI



SINGER: MAHENDRA KAPOOR



chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono

na mai tumse koi ummid rakhu, dilnavaji ki
na tum meri taraf dekho, galat andaz nazro se
na mere dil ki dhadkan ladkhadaye, meri bato me
na jahir ho tumhari kashmkash ka, raz nazro se
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono

tumhe bhi koi uljhan, rokti hai peshkadmi se
mujhe bhi log kehte hain, ki ye jalve paraye hai
mere hamrah bhi rusvaiya hai, mere majhi ki
mere hamrah bhi rusvaiya hai, mere majhi ki
tumhare sath bhi, gujri hui rato ke saye hai
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono

tarruf rog ho jae, to usko bhulna behtar
talluk bojh ban jae, to usko todna achchha
woh afsana jise anjam tak, lana na ho mumkin
woh afsana jise anjam tak, lana na ho mumkin
use ek khubsurat mod dekar, chhodna achchha
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono
chalo ek bar phir se, ajnabi ban jaye ham dono


AUDIO


VIDEO

5.


MOVIE : WAQT [1965] YASH CHOPRA


CAST: SUNIL DUTT, BALRAJ SAHNI, SHARMILA TAGORE, SADHANA.SHASHI KAPOOR,RAJ KUMAR.

REHMAN,MOTILAAL,MANMOHAN KRISHNA,JEEVAN, ACHLA SACHDEV,LEELA CHITNIS,MADANPURI

LYRICS: SAHIR LUDHIANAVI

MUSIC: RAVI

SINGER: ASHA BHOSLE



Aage bhi jaane na tu, peechhe bhi jaane na tu
jo bhi hai, bas yahi ek pal hai
Aage bhi jaane na tu…

Anjaane saayo ka raaho mein dera hai
Andekhi baaho ne ham sabko ghera hai
Ye pal ujaala hai baaqi andhera hai
Ye pal gawaana na ye pal hi tera hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke jalwo ne mehfil sawaari hai
Is pal ki garmi ne dhadkan ubhaari hai
Is pal ke hone se duniya hamaari hai
Ye pal jo dekho to sadiyo pe bhaari hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le purii aarzoo
Aage bhi ...

Is pal ke saaye mein apna thhikaana hai
Is pal ke aage hi har shae fasaana hai
Kal kisne dekha hai kal kisne jaana hai
Is pal se paayega jo tujhko paana hai
Jeene waale soch le yahi waqt hai kar le puri aarzoo
Aage bhi ...

Audio

VIDEO


6.


MOVIE: CHINA TOWN [ 1962] SHAKTHI SAMANTH

CAST: SHAMMI KAPOOR, SHAKEELA, HELEN, MADAN PURI, MRIDULA, KANU RAO....

LYRICS: MAJROOH SULTN PURI
MUSIC: RAVI



SINGER: MOHD. RAFI



baar baar dekho, hazaar baar dekho
ke dekhane ki chiz hai, hamaaraa dilarubaa, taali ho
taali ho, taali ho

(haan ji haan, aur bhi hoge diladaar yahaan
laakho dilo ki bahaar yahaan
par ye baat kahaan ) - 2
ye bemisaal husn, laajavaab ye aadaa, taali ho
taali ho, taali ho

(dil milaa, ek jaan-e-mahafil milaa
yaa chiraag-e-mazil milaa
ye na puchho ke kahaan ) - 2
nayaa nayaa ye aashiqi kaa raaz hai mera, taali ho
taali ho, taali ho

(balle balle, uthake mistar kyo chale
pyaar pe mere kaho kyo jale
baith bhi jaao meharabaan ) - 2
duaa karo mile tumhe bhi aisaa dilarubaa, taali ho
taali ho, taali ho



AUDIO


VIDEO


7.

MOVIE: EK MAHAL HO SAPNO KA [1975] DEVENDRA GOEL

CAST: DHARMENDRA, SHARMILA TAGORE, ASHOK KUMAR, LEENA CHANDR5AVARKAR,
DAVID, ACHLA SACHDEV,


SINGER: LATA

dil mein kisee ke pyaar kaa jalataa huaa diyaa
duniyaan kee aandhiyon se bhalaa ye buzegaa kyaa ?

saanson kee aanch paake bhadakataa rahegaa ye
seene mein dil ke saath dhadakataa rahegaa ye
wo naksh kyaa huaa, jo mitaye se mit gayaa
wo dard kyaa huaa, jo dabaaye se dab gayaa

ye jindagee bhee kyaa hain, amaanat un hee kee hain
ye shaayaree bhee kyaa hain, inaayat un hee kee hain
ab wo karam kare ke sitam unakaa faisalaa
hum ne to dil mein pyaar kaa sholaa jagaa liyaa


AUDIO

VIDEO


8.


MOVIE: DHUND [ 1973] B.R.R CHOPRA

CAST: SANJAY KHAN, ZEENAT AMAN, DANNY DENZONGPA, ASOK KUMAR, DEVENVARMA, MADAN PURI, NANA PALSIKAR, PADMA KHANNA, ....

LYRICS: SAHIR LUDHIANVI
MUSIC: RAVI


SINGER: MAHENDRA KAPOOR

sansaar ki har shay kaa itanaa hi fasaanaa hai
ek dhundh se aanaa hai ek dhundh me jaanaa hai

ye raah kahaan se hai ye raah kahaan tak hai
ye raaz ko_i raahi samajhaa hai na jaanaa hai

ek pal ki palak par hai thahari hu_i ye duniyaa
ek pal ke jhapakane tak har khel suhaanaa hai

kyaa jaane ko_i kis pal kis mod par kyaa bite
is raah me ai raahi har mod bahaanaa hai





VIDEO

9.


MOVIE: GHUNGHAT [ 1960] RAMANAND SAGAR

CAST: PRADEEP KUMAR, ASHA PAREKH, KANHAIYALAAL, BEENA ROY, AGHA, REHMAN,
HELEN, BHARAT BHUSHAN, LEELA CHITNIS, RAJENDRA NATH....

LYRICS: SHAKIL BADAYUNI
MUSIC: RAVI


SINGER: LATA


laage na moraa jiyaa, sajanaa nahi aaye, haay
laage na moraa jiyaa

dekh liye piya tere irade, jhuth nikale ja tere vade
tadapat-tadapat yad me teri, nain nir bhar ae, hay
laage na moraa jiyaa

tune meri sudh bisarai, bedardi tohe laj na ai
bhul gae kya o harajai, jake des parae, hay
laage na moraa jiyaa






VIDEO


10.

MOVIE; ANKHEN [ 1968] RAMANAD SAGAR

CAST: DHARMENDRA, MALA SINHA, JEEVAN, KUMKU, MEHMOOD, DHOOMAL, SAJJAN
LALITA PAWAR, MADAN PURI, NASIR HUSSAIN....

LYRICS: SAHIR LUDHIANVI
MUSI: RAVI


SINGER: LATA

milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi
hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi
hoti hai dilbaro ki inaayat kabhi-kabhi

sharma ke munh na pher nazar ke savaal par
sharma ke munh na pher nazar ke savaal par
laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi
laati hai aise mod pe qismat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi

khulte nahi hai roz dariche bahar ke

khulte nahi hai roz dariche bahar ke
aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi
aati hai jaan-e-man ye qayamat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi

tanha na kat sakege javani ke raste
tanha na kat sakege javani ke raste
pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi
pesh aayegi kisiki zarurat kabhi-kabhi
milti hai zindagi me mohabbat kabhi-kabhi



AUDIO



VIDEO

Tuesday, March 6, 2012

KAAGAZ KE PHOOL [ 1959] GURU DUTT






MOVIE: KAAGAZ KE PHOOL [1959] GURU DUTT

CAST : GUIRU DUTT, WAHEEDA REHMAN, BABY NAAZ, KAHESH KAUL, MEHMOOD,
JHONNY ALKER, MINU MUMTAZ. TUNTUN, PATIMA DEVI, NILOFER.....

LYRICS: KAIFI AZMI, SHAILENDRA
MUSIC : S.D & R.D. BURMAN


1. SINGER: MOHD. RAFI




dekhi zamaane ki yaari
bichhade sabhi baari-baari
kyaa leke mile is duniyaa se
aansu ke sivaa kuchh paas nahi
yaa phul hi phul the daaman se
yaa kaanto ki bhi aas nahi
matalab ki duniyaa hai saari
bichhade sabhi baari-baari

vaqt hai maharbaa aarzu hai zabaa
fikr kal ki kare itani furasat kahaan
daur ye chalataa rahe rang uchhalataa rahe
rup machalataa rahe jaam badalataa rahe
raat bhar mahamaa hai bahaare yahaan
raat agar dhal ga_i phir ye kushiyaan kahaan
pal bhar ki kushiyaan hai saari
bichhade sabhi baari baari

AUDIO



VIDEO


2. SINGER: GEETA DUTT



[first spoken, then sung, and repeated by chorus of kids]

ek do tin chaar aur paanch chhah aur saat aath aur nau
ek jagah sab rahate the, jhagade the par un me sau

spoken

nau ne kahaa aath kyaa
are chhote kaa thaath kyaa
aath sau sau pe tuf teri izzat pe
saat yah bolaa chhah se do hazaar kaise

sung

nau ne kahaa aath kyaa
chhote kaa thaath kyaa
aath hazaar saat pe tuf teri izzat pe
saat yah bolaa chhah se do hazaar kaise
akad akaad ke bigad bigaad ke jhagadaa jhajhat
kitakiti kar ke sab ne sab ko phatakaaraa

rah gayaa sab kaa munh takataa sab se chhotaa ek chagadaa
ek do tin

ek bichhadaa tanahaa-tanahaa phirataa thaa aavaaraa saa
sifar milaa use raste me be-qimat naakaaraa saa
ek ne puchhaa tum ho kaun
kids repeat
us ne kahaa mai sirf sifar, ek ne sochaa mai bhi kyaa
sabase chhotaa aur ???, mil gae dono ho gae das
chamakaa qismat ???
ek do tin

spoken by kid:

didi, phir kyaa huaa?

spoken and then sung:

ek ko jab das banate dekhaa, sab ne sifar ko roka toka
nau ne pyaar se aath milaai, aath ne sau-sau baat banaai
saat ne rangi jal bichhaayaa, chaah ne saur tufaan uthaayaa
kata-kata ke mita-mita ke sifar ko ek se dur hata ke
chhinaa ek duje kaa sahaaraa

and the last bit, sung with tears in eyes, over the background of
the children singing the chorus "ek do teen" :

ek bichhadaa tanahaa-tanahaaphirane lage phirataa aavaaraa

AUDIO



VIDEO



3. SINGER: GEETA DUTT


vaqt ne kiyaa kyaa hasi sitam
tum rahe na tum ham rahe na ham
vaqt ne kiyaa

beqaraar dil is tarah mile
jis tarah kabhi ham judaa na the
tum bhi kho gae, ham bhi kho gae
ek raah par chalake do qadam
vaqt ne kiyaa

jaaege kahaan puchhataa nahi
chal pade magar raastaa nahi
kyaa talaash hai kuchh pataa nahi
bun rahe hai dil kvaab dam-ba-dam
vaqt ne kiyaa

AUDIO


VIDEO


4. SINGERS: MOHD RAFI & AHA BHOSLE


"San San San Woh Chali Hawa .......

AUDIO


VIDEO

5. SINGER: RAFI & AS BHOSLE

"Ulte Seedhe Dao Lagaye .....


AUDIO



6. SINGER: RAFI

"Hum Tum Jise Kahta Hai....



AUDIO

Thursday, March 1, 2012

HERO [1983] SUBASH GHAI




Hero is a 1983 Indian Hindi film directed by Subhash Ghai. Jackie Shroff played the lead role, also called "Jackie", and achieved stardom through this film. Actress Meenakshi Sheshadri, who had been crowned Miss India in 1981 and played the lead female role in the film also gained popularity through this movie.

Directed by Subhash Ghai
Produced by Subhash Ghai
Written by Mukta Ghai
Subhash Ghai
Ram Kelkar
Starring Jackie Shroff
Meenakshi Sheshadri
Music by Laxmikant-Pyarelal
Cinematography Kamalakar Rao
Editing by Waman Bhonsle
Gurudutt Shirali
Distributed by Mukta Arts Ltd.
Release date(s) 1983
Running time 173 mins
Country India
Language Hindi
Box office INR 12,50,00,000


MOVIE: HERO [1983] SUBASH GHAI



CAST: JACKIE SHROFF, MEENAKSHI SEHSAFDRI, SANJEEV KUMAR, SHAMMI KAPOOR, SHAKTHI KAPOOR, SUBASH GHAI, BHARATH BHUSHAN, AMRISH PURI, MADAN PURI, SURESH OBEROI, MANJU SHREE, MONTO...



LYRICS: ANAND BAKSHI

MUSIC: LAXMIKANTH & PYRELAL


1. SINGERS: ANURADHA PAUDWAL, MANHAR UDHAAS CHORUS



saa re gaa maa
saa saa re re gaa gaa maa maa paa~
ding dong o baby sing a song
aaj ke shaam kaa, pyaar ke naam kaa
jab jab jab baaje yaado ke basi
tab tab dil ud jaaye ban ke gito ke pachhi
ding dong o baby sing a song

zajir zajir zajir hai paanv me
pahare hai nigaah me
phir bhi udati phirate hai
in madamast havaa_o me
premiyo ke chhat pe gito ke pachhi
ding dong o baby sing a song

tiro se talavaaro se
na unchi divaaro se
rukegaa na ye logo se
yaar jo mile yaaro se
duniyaan se na haare jito ke pachhi
ding dong o baby sing a song

AUDIO


VIDEO


2. SINGER: RESHMA

Bichray abi tou hum

bus kal parsoun

jioungi main kaisay

is haal main barsoun



maut na ayii

teri yaad doayiii



hayee

lambhi judai

char dinan da pyaarr oo raba

bari hi lambi judai

lambi judai



hontoun pai ayii meri jaaan dohayii

hayeee

lambhi judai

char dinoun da pyar oh raba

bari lambhi judai

lambhi judai



ek tou balaum meray paas nahi hai

ek tau balaum meray paas nahi hai

dojayee milan kay aas nahi hai

dojaye milan kay aas nahi hai



uspai yeh sawaun aya

uspai yeh sawan aya

aag lagayii



hayeee

lambi judai

char dina da pyaar oh raba bari

lambi judaii

lambhi judai



tootay zamanay teray haath nigoray

haath nigoray

jinsay dil kay tumne sheehsay toray

sheehsay toray



hijr ki oonchi

hijr ki oonchi dewaar banayii



hayee

lambhi judai

char dina da pyar oh raba

bari lambhi judaii



baagh ujar gaye

baagh ujar gaye khilnay say pehle

panchi bichar gaye milnay say pehlay

panchi bichar gaye milnay say pehlay



uspai yeh sanwal aya

koi kook ni hook uthayi

hayee

lambhi judai

chra dinaun da pyar oh raba

bari lambhi judayi

lambi judayi



hontoun pai ayiii meri jaan doayiiii

hayeee

lambhi judai

char dinaun da pyaar oh raba

bari lambhi judai

lambhi judayi


AUDIO


VIDEO

VIDEO



3. SINGERS: LATA & MANHAR UDHAAS


logo se sunaa hai kitaabo me likhaa hai
sab ne yahi kahaa hai sab ne yahi kahaa hai
pyaar karane vaale kabhi darate nahi
jo darate hai vo pyaar karate nahi

lambi divaare chunavaa do laakh bithaa do pahare
raste me bichhaa do unche parvat saagar gahare
tufaan kab rukate hai baadal jab jhukate hai
taare kah uthate hai saare kah uthate hai
pyaar karane vaale kabhi darate nahi

pyaar chhupe na khushabu ye elaan kaho to kar dun
chutaki bhar sindur mangaa de maang mae teri bhar dun
duniyaa kyaa kar legi duniyaa se kahegi
bas kahati hi rahegi, bas kahati hi rahegi
pyaar karane vaale kabhi darate nahi



AUDIO


VIDEO


4. SINGERS: ASHA BHOSLE & SURESH WADKAR



(kayamat hain yeh, najakat hain yeh
shararat hain yeh, shikayat hain yeh) - (2)
(sharafat hain yeh, adawat hain yeh
inayat hain yeh, ibadat hain yeh) - (2)
shikayat sharafat adawat inayat ibadat bagawat
mohabbat yeh mohabbat - (4)
mohabbat - (4)
mohabbat yeh mohabbat - (2)

jindagee kee shan hai yeh -2, aadmee kee jan hai
mohabbat yeh mohabbat - (2)
kehne ko shabnam kaa katra, katre me tufan hain
mohabbat yeh mohabbat - (2)

isse jo takrayega - (2)
woh bahut pachhtayega -2, tut kar reh jayega reh jayega
rasta iska jo roke -2, woh bada nadan hain
mohabbat yeh mohabbat - (2)

dil kaa matlab ishk hai -2
kuchh nahee sab ishk hai -2, rab hai kya rab ishk hai rab ishk hai
bas woh dil ghar hai khuda kaa - (2)
jisame yeh mehman hai - (2)
mohabbat yeh mohabbat - (2)

koyee kitna ho garib - (2)
pyar jisko hai nasib -2, woh bada hai khushnasib
jisakee kismat me nahee -2, khak woh insan hain
mohabbat yeh mohabbat - (2)
jindagee kee shan hai yeh, aadmee kee jan hai
mohabbat yeh mohabbat - (2)


AUDIO


VIDEO


5. SINGER: LATA


nindiyaa se jaagi bahaar
aisaa mausam dekhaa pahali baar
koyal kuke kuke gaaye malhaar

mai hun abhi kamasin kamasin
jaanu na kuchh is bin is bin
raate javaani ki baali umar ke din
kab kyaa ho nahi aitabaar
aisaa mausam dekhaa pahali baar

kaisi ye rut aayi sun ke mai sharamaayi
kaano me kah de kyaa
baali ye puravaa_i
pahane phulo ne kirano ke haar
aisaa mausam dekhaa pahali baar

AUDIO


VIDEO



6. SINGERS: ANURADHA PAUDWAL & MANHAR UDHAAS



meraa janam meraa sajan, meraa sajan meraa balam
meraa balam meraa majnu, meraa majnu meraa ranjha
janu
(too meraa janu hai, too meraa dilbar hai - (2)
meree prem kahanee kaa too hero hai
par premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai ho) - (2)

dilwalo me naa koyee ameer hota hai, naa garib hota hai
kisee kisee ko yeh pyar nasib hota hai - (2)
dil kee duneeya se duneeya dur hotee hai, dil karib hota hai
koyee koyee aisa khushnasib hota hai - (2)
teree baten too hee jane, mai toh bas itna janu
janu janu janu
too meraa janu hai, too meraa dilbar hai
meree prem kahanee kaa too hero hai
par premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai, ho

aa aa aa aa aa

premee ke hathon me premlakir hotee hai, tehrir hotee hai
nahee nahee aankho me tasvir hotee hai
pyar woh karte hai jinki takdir hotee hai, jagir hotee hai
kuchh bhee ho lekin ranjhe kee heer hotee hai - (2)
yeh sab kisse hain purane, mai toh bas itna janu
ke premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai ho
ke premgranth ke panno par
too meraa hero hai o
aa aa aa aa aa aa
kitna kafee hai too mujhe, pyar karta hai ikrar karta hai
yad tujhe ek pal me dil sau bar karta hai
dekhe kaun juda hamko, dildar karta hai, inkar karta hai
pyar kahan logo kaa intajar karta hai
teree baten too hee jane, mai toh bas itna janu
janu janu janu janu, janu janu janu janu janu
mai teraa janu hu, too meree dilbar hai - (2)
par premgranth ke panno par too meraa hero hai,
ho mai teraa janu hu, too meree dilbar hai


AUDIO


VIDEO



7. SINGERS: MANHAR UDHAAS & ANURADHA PAUDWAL

meraa janam meraa sajan, meraa sajan meraa balam
meraa balam meraa majnu, meraa majnu meraa ranjha
janu,too meraa janu hai, too meraa dilbar hai - 2
meree prem kahanee kaa too hero hai
par premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai ho - 2

dilwalo me naa koyee ameer hota hai, naa garib hota hai
kisee kisee ko yeh pyar nasib hota hai - 2
dil kee duneeya se duneeya dur hotee hai, dil karib hota hai
koyee koyee aisa khushnasib hota hai - 2
teree baten too hee jane, mai toh bas itna janu
janu janu janu, too meraa janu hai, too meraa dilbar hai
meree prem kahanee kaa too hero hai
par premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai, ho

aa aa aa aa aa
premee ke hathon me premlakir hotee hai, tehrir hotee hai
nahee nahee aankho me tasvir hotee hai
pyar woh karte hai jinki takdir hotee hai, jagir hotee hai
kuchh bhee ho lekin ranjhe kee heer hotee hai - 2
yeh sab kisse hain purane, mai toh bas itna janu
ke premgranth ke panno par, apanee takdir toh zero hai ho
ke premgranth ke panno par, too meraa hero hai o

aa aa aa aa aa aa
kitna kafee hai too mujhe, pyar karta hai ikrar karta hai
yad tujhe ek pal me dil sau bar karta hai
dekhe kaun juda hamko, dildar karta hai, inkar karta hai
pyar kahan logo kaa intajar karta hai
teree baten too hee jane, mai toh bas itna janu
janu janu janu janu, janu janu janu janu janu
mai teraa janu hu, too meree dilbar hai - 2
par premgranth ke panno par too meraa hero hai, ho
mai teraa janu hu, too meree dilbar hai - 3


AUDIO


VIDEO