Friday, March 23, 2012

PRINCE [ 2010] KOOKIE V GULATI







MOVIE: PRINCE [ 2010] KOOKIE V GULATI

CAST: VIVEK OBEROI, ARUNA SHIELDS, NANDANA SEN, MEERU SINGH, ISAIAH, SANJAY KAPOOR,
MAYUR PURI, MOHIT CHUHAN...

LYRICS: SAMEER
MUSIC: SACHIN GUPTA





1. SINGER ATIF ASLAM



aaa
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein, marr mitenge hum

baahon mein koi chehra hoga
chehre pe mera pehra hoga
aawarapan kahe hai mujhse
sach ho jaaye ga tera mera jo hai ye saara sapna

aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam yun na kar sitam
teri baahon mein, marr mitenge hum



VIDEO




2. SINGER: ATIF ASLAM


aishein, Anjaana Hai Apsana


aaaa
anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana (apsana)
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa
hoo anjaani si khwaishein, anjaana hai apsana
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
aaaa ae

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par

(who am i, who am i)

behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai, na na
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai (who am i)
behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
mujhko sunayi deti hai ye kaisi khamoshi hai, aaa ae

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par

koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, aaa
koi bhi to jaane na lamh meri tanhai ka
peecha karta rehta hoon main to apni parchai ka, ooo aaa

kaun hoon main kis ki mujhe talaash
kaun hoon main kis ki mujhe talaash
maine sooni sooni tanah raahon par




VIDEO



3. SINGER: MONALI

ishq mein teri deewani ho gayi
(coz gonna take me up)

ishq mein teri deewani ho gayi,
deewani ho gayi main, deewani ho gayi
ishq mein teri deewani ho gayi,
deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 4

jo ragon mein chad jaaye, main hoon woh nasha
yun chode na peecha, main hoon woh fiza
jo ragon mein chad jaaye, main hoon woh nasha
yun chode na peecha, main hoon woh fiza
ishq mein teri deewani ho gayi (coz this is gonna)

ishq mein teri deewani ho gayi, deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 2
(coz gonna take me up, coz gonna take me up)

saanson mein chubta hai lamha ka dhua
jismo ki garmi se jalta hai samaa
saanson mein chubta hai lamha ka dhua
jismo ki garmi se jalta hai samaa
ishq mein teri deewani ho gayi (coz this is gonna)

ishq mein teri deewani ho gayi, deewani ho gayi main, deewani ho gayi
teri baahon mein mujhe aane de - 4
(coz this is gonna)
mujhe aane de, mujhe aane de de


VIDEO




4. SINGERS: SHREYA GHOSHAL & ATIF ASLAM



jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
haan jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
akhiyan bichayi main, tere liye
duniya bhulayi maine, tere liye

tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

hoo bheegi bheegi raat mein le kar ke tujhko saath mein
madhosh hue jaaye hum, aa faasle kar ne de kum
zara paas tu aa mere, dheere se choo ja mujhe
kho jaaun tere pyaar mein, baahon mein bhar le mujhe
ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

hoo bhikri teri khushbuyein meri zindagi ki talaash mein
doobe lamhe mere har pal tere ehsaas mein
mere khwab kehne lagey, palkon mein rakhle inhe
thoda chain mil jaaye ga, tu ishaara kar de inhe
ooo tere liye jhoomu deewana ban ke tere liye
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa
tere liye aaa jhoomu deewana ban ke tere liye ooo
vaada hai mera main hoon tere liye
hona kabhi tu judaa

jaagi jaagi soyi na main saari raat, tere liye
bheegi bheegi palkein meri udaas, tere liye
akhiyan bichayi main, tere liye
duniya bhulayi maine, tere liye



VIDEO



5. SINGERS : HARD KAUR & ALISHA CHINAI




it's showtime hakaa - 4

let's go yao shake a leg and move your shoulder
dj them taking over
here is a party wander khona
bring a friend and bounce all you wanna

aankhon mein tu rehne laga, saanson mein tu behne laga
hah aa (get closer baby) - 4
shaam o saher aankhon pe hai, bechain dil kehne laga
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na - 4 times

(everybody, everybody)
hah aa, hah aa

saanson ko saansein se choo lene de, armaan rahe hai machal
ab to akele mein katt te nahin, tanha jawani ke pal
saanson ko saansein se choo lene de, armaan rahe hai machal
ab to akele mein katt te nahin, tanha jawani ke pal
tere bina jeena kya marna kya na na na
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na - 4 times

shake a leg and move your shoulder
dj them taking over
here is a party wander khona
bring a friend and bounce all you wanna
it don't matter if you'r kaala gora
it don't matter if you be go sola
don't matter if you'r skinny or fat
just move your body like that ooo

mere labhon pe labhon ko kabhi, rakh ke to dekhe zara
kaisa nasha hai meri pyaas ka, chak ke to dekhe zara
hey mere labhon pe labhon ko kabhi, rakh ke to dekhe zara
kaisa nasha hai meri pyaas ka, chak ke to dekhe zara
aaja meri baahon mein baahon mein aaja aaja na
ke mera jiyara jiyara, for you baby na - 3 times
ke mera jiyara jiyara tarse tarse for you baby na
hah aa




VIDEO


6. SINGER: ATIF ASLAM




aa bhi ja sanam, teri baahon mein
aa bhi ja sanam, teri baahon mein
rock this party tonight
rock this party tonight

o mere khuda (dil hua fida, rock this party tonight)
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua
o mere khuda

khwabon mein sirf main aaunga, palkon mein main to reh jaaunga
yaadon mein aks hoga mera, kisi ko milega nahin mera ptaa
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua

aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum
aa bhi ja sanam, yun na kar sitam
teri baahon mein marr mitenge hum

hey tanha raaton mein baatein hongi
unh baaton mein biraatein hongi
badla badla zamana saara
jab se badli meri ye duniya
o mere khuda, dil hua fida
bekhabar do jahan se main hua
o mere khuda, dil hua fida
haadsa ye na jaane kab hua




VIDEO

MERI KAHANI: [2008] ATIF ASLAM




Meri Kahani is the third album by pop/rock singer Atif Aslam. The album was officially released on 8 January 2008. It was reported to be leaked on the Internet before release. This album got a good response from India and Pakistan. The album has a total of 12 tracks.

Atif Aslam avowal of the commercial influence on his previous album Doorie, led him into making an album to authenticate his status as a rock musician and not just a backup vocalist for Bollywood movies. The songs of "Meri Kahani" cover a broad band of aspects of life such as spiritualism, politics and love.

SINGER: ATIF ASLAM


1. CHUPKE SE AAYE YAAD TERI YAHAAN


(chupke se aaye yaad teri yahaan
sirf main jaanu jab woh ho darmiyaan) - (2)

hawa tum, nasha tum, meri raahto ka pata tum
mere aibon ko jo dhak de woh paaksi rida tum
kyun chhod gaye raste, kahin saath chale the jinpe

hawa tum, nasha tum, meri raahto ka pata tum
mere aibon ko jo dhak de woh paaksi rida tum
kab tak bharu khud mein junu, tum na milo toh kaise sahun
apani wafa pe toh yakin, tum saath na do toh kya main karu
ho o o o o o la la la la la la
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe - (2)

yeh ghadiyon ki saajish hai, ke aap aaye na
yeh meri gujaarish hai, aaye toh jaaye na



VIDEO




2. HANGAMI HALAT

ghar se main nikla huwa, jana begani jameen
sabko nashiste mili safar yun chalta raha
apana hai kaun yaha, sabko hai apani padi
main hi bechara raha, koyi na manjil meri
hangaami haalaat - (4)

kaisa jamana hai yeh, daulat he sab kuch bani hai
jhagda kisi baat ka, taaqad hai bas yeh meri hai
bhule hain sab hashrr ko, ?ti soch ki ghadi
duniya hai usako mili, usase najar jis ki phiri
hangaami haalaat - (4)

kab tak sametunga, kab talak behlaaunga
dil ki mein jyot ko kaise jalaunga
kis ka hai saath yaha, kaun jakhm bhare
yeh josh hai yu rawa, tum jo gar sang chale
hangaami haalaat - (4)


VIDEO



3. HUMRAHI... AISA HAI MERA HUMRAHI

kuchh nahi maangu bas hai mera ek sapna
duniya se kya lena dena, bas chaahiye ek apana
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana

main kahaan aur mere khayaal kaha, teri yaad hai par misaal kaha
baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
mithi si saja de aisa hai mera humraahi
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana

ho o o, meri chahato ka sawal jaha, usake pyar ki misaal waha
baat banati nahin banaane se, rit hai yahi jamane se
abb ke jo palat ke dekhu, sehmi si hain rahen
thame mere sapno ko khamoshi se bulaye
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi
mithi si saja de aisa hai mera humraahi
ho o o dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana
ho o o ho o o aa aa aa
dhadkan, khwaaish, baarish, bunden aur ho koyi apana
usase milake mausam badale aur lage sab apana
dil se jo duwa de, waisa hai mera humraahi, humraahi


VIDEO





4. KAUN THA KAHA GAYA



ik andheri si rat, aur kuch kadmo ki chap
aalam ki thi pyari bat, jaise andhekhi si ghat
kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib
la la aa aa la aa aa aa
dhalta suraj dheke, aur hawa chhu ke gujre
jalta woh naayab tha, asal tha yake khwaab tha
(kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib) - (2)

kaun tha, kaha gaya, mujhe mila, arma jage
soya mera nasib
kuch bhi jo achchha lage, aur mile bhi jaruri toh nahi
sach hai par, hai ajib
la la aa aa la aa aa aa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm

VIDEO




5. KINARA


pal ka yeh jeewan hai, kaise yahaan jina sikhu
dhundhala sa yeh manjar hai, sehmi si khaamoshi hai
yeh meri jindagi - 2 bas ik khaab hai
yeh meri bandagi haan ek raaz hai

kaise bataau kisko sunaau, haal apane dil ka kaise bataau
inn raaston pe aanewaale sab karte hai kyu kinaara
inn aahaton pe basnewaalon se puchhe kaun hamaara

hum jiye ja rahein hai, ghum piye ja rahein hai - (2)

ho o o ho o o o
hum jiye ja rahein hai, ghum piye ja rahein hai

o o o hum jiye ja rahein hain, ghum piye ja rahein hain
hum jiye ja rahein hain, ghum piye ja rahein hain
un na na na re na ra na ra


VIDEO





6. KYUM CHOD GAYA RAASTE



(chupke se aaye sabke darmiyaan
sirf mein janu tu hai kahaan kahaan) - (2)

hawa woh, sur woh, geet woh, aawaaz woh
narami garami aahat ya saans woh
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe

hawa woh, sur woh, geet woh, aawaaz woh
narami garami aahat ya saans woh
aahat sunu tumko dekhu, jab dekh lu kya main kahu
honth khule jubaan kund ho, labjo ki khoj mein main gum rahu
ho o o o o o
na na na na na
kyun chhod gaye raste, kabhi saath chale the jinpe - (4)
yeh ghadiyon ki saajish hai, ke aap aaye na
yeh meri gujaarish, aaye toh jaane nA


VIDEO




7. MANN HOTA HAI... MAANN HOTA HAI


khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai
kisi ki nau pe ro du toh khilauve tut jaaye toh
koyi jab mujhse puchhein, kyun rota hai
mann hota hai, mann hota hai
khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai

khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai
kabhi sardi ki raaton mein koyi khidaki jo kholu toh
liye muskaan chehre pe koyi hota hai
mann hota hai, mann hota hai
khaabon se khelne ko mann hota hai, mann hota hai
haathon se chhune ko mann hota hai, mann hota hai


VIDEO




8. PYAR KA JO SUROOR THA


pyar ka jo suroor tha uda diya tune
jo chaaha tha na mil saka, ik shola ghumein haath mein
sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin
nadan mile bahot se mile, kuchh kar chalein nadaaniya
bhula diya, mita diya, jab laga liya honton se
ham sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin - (2)
sabhi jhum lein, jhum lein, hum kahin
andhero mein diya toh mila, par jala gaya aag mein
khabar bhi thi, pata bhi tha, kyun gawa diya hosh mein
kya mila jhum ke jab gire, girte gaye
bujha do abb na jal saka, ik raakh si ban gaya
khabar bhi thi, pata bhi tha, sab gawa diya hosh mein
kya mila jhum ke jab gire, girte gaye



VIDEO



9. YEH MERI KAHANI, YEH MERI KAHANI


jhula jhulaaye yeh panghat,
nadiya kinaare yeh aangan
nindiya too aana hawa ke sang,
mujhko bhi tu dikhaana apane rang
suno mere diljaani yeh kahaani maani,
ek din mere sang yeh jaha tha
mera kuchh aur tera hi armaan,
jaane dil mein kya kuchh yeh basa tha
yeh meri hai kahaani, yeh meri kahaani

jhula jhulaaye yeh panghat,
nadiya kinaare yeh aangan
nindiya tu aana hawa ke sang,
mujhko bhi tu dikhana apane rang
tera mera galiyo main yu phirna,
phirte phirte rat ko yu thakna
thak ke naani ki godi mein sona,
pariyo ke desh jake nahaana
yeh meri hai kahaani,
yeh meri kahaani

koyi phikar thi na koyi bahaana,
muththi mein tha jaise jamaana
kachchi jubaan mein wo geet gaana,
naye khilaune sabko dikhaana
maang liya jindagi se jyada,
chhin gaya woh jisne kiya waada
kaun laaye woh pal jo suhaane,
bite the jo woh gujre jamaane
yeh meri hai kahaani,
yeh meri hai kahaani ee ee ee ee
la la la lalalala la la


VIDEO


10. HONGE NA YAARON KABHI JUDA


ghum aaj bhi hai, ghum kal bhi hai
ghun gujre lamho ka ? bhi hai
ghum josh bhi hai aur hosh bhi hai
hum shor ki duniya mein khaamosh bhi hai
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz
hum khaab bhi hai, chaabir bhi hai
ummidon ki parwaaz bhi hai
soche agar tufaan bhi hai, chaahe agar badba bhi hai
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz

kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda, kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz, meri aawaaz
kitni hai khushiya, kitne ghum, milake rahenge sada hum
honge na yaaron kabhi juda, kabhi juda
apani jameen apna jahaan, milake rahenge hum yahaan
bhulo na bhulo na meri aawaaz


VIDEO